લેબલ Whatsap tricks સાથે પોસ્ટ્સ બતાવી રહ્યું છે. બધી પોસ્ટ્સ બતાવો
લેબલ Whatsap tricks સાથે પોસ્ટ્સ બતાવી રહ્યું છે. બધી પોસ્ટ્સ બતાવો

23/10/16

Whatsapp fannye tricks kya jante he aap ye tricks ke bare me

Hello Friends ! Welcome back to tricks to hindi Best Hindi Blog. Aaj hum bat karenge Whats App ki funny trick ke bare me. Mere khayal se is funny trick ka aap bhi shikar hue honge aur aapke sath bhi kabhi kisi ne is funny whats app trick ka use karke mazak jarur kiya hoga.Ye vo trick hai jisme aapka friend aapko whats app par jab koi Photo/Image send karta hai tab

vah foto dikhai kuchh aur deti hai aur jab aap use download kar lete hai to uske baad kuchh aur dikhai deta hai. Jaise hi aap us Image ko apne mobile me download karte hai to koi funny photo ya joke likha hua aa jata hai. To ab aisa aap bhi kar sakte hai. Bas aapko yah puri post dhyan se padhna hogi.
To Sabse pahle to mai yah bata deta hu ki aaj mai yah post Kyu likh rha hu. Kai dino se Mujhe lagatar logo ke comments aur mails aa rhe the ki mai whats app ki is trick ke bare me logo ko batau. To maine socha chalo thik hai jab is blog ko padhne wale visitors ki yahi demand hai to kyu na whats app ki is funny trick ke bare me likha jae. To dosto aapki wish ko puri karte hue mai aapke liye yah post likh rha hu. Aap ise dhyan se padhein. Bahut hi interesting yah trick hai. To chaliye hum shuru karte hai.
Dosto jis funny whats app trick ke bare me hum baat karne ja rhe hai us trick ke liye hume Google Play store se ek app download krna hogi jiska name hai "Image Preview Changer". Aap chahe to is app ko yaha-> Click Here karke bhi download kar sakte hai. Ya fir aap Google Playstore me jakar bhi is App ko "Image Preview Changer" likhkar bhi find kar sakte hai aur download kar sakte hai.

Is App ka icone diye gye photo jaisa dikhai dega.
 Aap ise download kar lein. Is app ko download karne ke bad aapko karna yah hoga ki aapko apne mobile phone me koi 2 Images/Photos rakhne hoge. Ek photo aap funny type ka rakh sakte hai. Yah bahut hi shandar Android mobile app hai. Is app ko aapko apne mobile me download karke km se km ek bar jarur is app ko try karna chahiye yahi aap kuchh interesting aur funny karne ke mood me hai to. Jab aap apne mobile me is app ko download kar lete hai aur donload karne ke bad aap jab ise open karte hai to isme 2 boxes dikhai dete hai. pehla "Original Image" aur dusra "Preview Image". Jaisa ki Image me dikhaya gya hai.

Preview Image means jab aap kisi ko koi Image send karenge to, jo Image aap samne wale ko dikhana chahte ho vo Image Preview Image me aap rakhenge. Lekin Jab download karne ke bad jo original Image samne wale ko milegi, vo Image aap Original Image me rakhenge. Is app ko aur achhe se samjhne ke liye aap isko video ke dwara bhi samajh sakte hai. Video me puri process batai gai hai. Ha to dono Images select karne ke bad aapko ek aur button dikhai de rha hoga "Share with whats app". Jaise hi aap is button par click karenge to aapse puchha jaega ki aap is Image ko kon se friend ke sath sahre karna chahte hai. Aap easily koi bhi friend ko select kar sakte hai. Ya fir aap koi group me bhi is Image ko share kar sakte hai. Meri bat maane to aap ek bar is app ka use jarur kariyega. bahut maza aaega. 
To dosto aapko aaj ki meri yah post kaisi lagi please apni comment jarur likhein. Aur is post ko share bhi kariyega. Mai jaldi aapke liye next post likhne wala hu vo bhi bahut hi interesting hai. Milte hai meri next post me. Bye...

20/10/16

Whatsapp hack kese kare aur hack hone se kese bachaye 6 tarike se

Whatsapp Messenger jo sabse popular Mobile Messaging application hai jo lagbhag har Smart Phone me Install hai, Jisme Rojana caroro log message send or recive karte hai.
Agar kisi ka Personal Data pata karna hai to WhatsApp bhi uska ek jaruya ho sakta hai q ki ham uspar bhut se aesi chije share karte hai jo kisi ko pata chal jaye to usse hamara nuksan ho sakta hai. Simple sabdo me kahe to agar hamara Whatsapp hack ho jaye to ham musibat me pad sakte hai..


Aaj ham is post me dekhege ki kaise ham WhatsApp ko Hack kar sakte hai or kaise Dusro se apne WhatsApp ko hack hone se bacha sakte hai. Jo Hacker hai wo hamara koi Dost ya fir hamara Family member ho sakta hai..


Kaise Hack kare WhatsApp or Kaise Bachaye WhatsApp ko Hack hone se Uske Tarike
Tarika 1: Hack WhatsApp Account OTP SMS conform karke
Jese ki aap jante ho hoge OTP ke conform kare ham WhatsApp use kar hi nahi sakte.. jan ham Whatsapp install karke apna Mobile Number register karte hai to hamare mobile par ek SMS aata hai jisko hame whatsapp me dalna hota hai.. Jab hamara whatsapp account chalu hota hai. To Agar koi aapka WHatsapp is trha hack karna chata hai to usko sirf us SMS ki jarurat hai jo aapke mobile par aaya hai conformation ke liye.Kaise Bachaye WhatsApp SMS Hack se
 Dosto apke phon pe ek Acha sa Antivisrus Install karke rakhe Mobile meHamesa Mobile me PIN ya Pattern Lock laga kar rakhe.Lock Screen par SMS Notification Off karke rakhe.Applock use kare SMS App ke liye.
Tarika 2: Hack WhatsApp Call Verification se
jo upar wali trick hai agar wo kaam nahi karti to jo hamara whatsapp hack karna chat hai wo Call Verification ko select karke call se bhi hamare whatsapp account ko vertify karke hack kar sakta hai.. Ye karne ke liye usko sirf 15 second ke liye hamara Mobile chaiye, jo aasani se le sakta hai kuch bhi kha kar ki muje ek call karna hai..Kaise Bachaye WhatsApp Call Hack se
Apne Mobile Me incomingCallLockApp install karke rakhe. Is App ki madad se agar hamara Mobile open bhi hai fir bhi agar call aata hai to uske liye lock lag jada hai jisko open karke hi call revice kar sakte hai.

 Tarika 3 Monitor Screen or Spy Apps
Internet par bhut se aese App or software uplabd hai jinki madad se hamare dost ya fir hamare family member aasani se install karke hamare Whatsapp ko kahi se bhi manage kar sakte hai.
Kaise Bachaye WhatsApp ko Spy apps se
Mobile me check kare koi aesa App to install nahi hai jiske bare me aapko pata na ho ki ye kya hai.. aese App ko uninstall karde.Agar aapka Mobile roted hai to aap apne mobile me permission manager app use kare or jitne bhi app hai unko kya kya permision dena hai wo set karke rahhe.
Tarika 4: WhatsApp Messages ka Backup
Is Tarike me hamare jo Whatsapp Message hai unko backup le kar kahi bhi send kar sakte hai.. EMail, Google Drive bagera par.. to agar aapka mobile kisi ke pass thodi der bhi chala gaya or usme whatsapp open hai to wo aapke whatsapp ke message ka backup apne email par send kar sakta hi.. jo baad me wo aasani se pad sakta hai or hamari personal information ko aasani se hasil kar sakta hai.

Kaise Bache is trha ke WhatsApp Hack se
Apne Email ko check kare kahi kisi email par koi mail to send nahi kiya kisi se.App Lock use kare WHatsapp or Mail App ke liye.Phone me Pattern Lock laga kar rakhe.

Tarika 5: Phone ko Remotely Control karke WhatsApp Hack kare
Is Tarike me hamara jo phone hai uski screen ham dusri jagh abhi dekh sakta hai.. Computer me bhi or ham apne mobile ko computer ki madad se bhi chala sakte hai.. uske liye kuch App hai jo agar mobile me install ho to aasani se mobile ko computer se chala sakte hai or uski puri chijo ko dekh sakte hai.

Teamviewer Quick Support and Airdroiddo badiya App hai Mobile ko compouter se connenct karne ke liye.
Kaise Bache is trha WhatsApp Hack hone se
Mobile me pattern Lock on karke rakhe.Agar koi aesa App dikhe jisko aapne install nahi kiya or aap usko use nahi karte ho usko uninstall karde.
Ye Bhi Pade:

Tarika 6: Whatsapp Web ki madad se Hack kare
Whatsapp Web whatsapp ka new future hai jiski madad se Computer me bhi ham whatsapp ko chala sakte hai..
Computer me whatsapp chalane ke liye hame computer me web.whatsapp.com open karna padta hai.. fir hamare mobile me whatsapp ke app se uske QR Code ko scan karna hota hai.. uske baad hamare whatsapp ke message computer me bhi dikhne lagte hai.
To agar kisi ke pass hamara mobile chala jaye to ho sakta hai wo uske computer me hamare whatsapp app se QR Code scan karde.. uske baad wo hamare whatsapp ke sare Message send or recive kar sakta hai.
Whatsapp Web Hack se kaise Bache
Isse bachne ke liye hame apne WhatsApp Application me check karna hai ki kahi or login to nahi hai.. or agar login hai to ham apne mobile se hi usko logout kar sakte hai.To Dosto aapko ye jankari kesi lagi comment karke bataye, or agar aapke pass inke aalawa bhi koi tarika hai jisse Whatsapp ko Hack kiya ja sakta hai to Comment me jarur bataye..Agar aap hame support karna chate hai to aap is article ko apne dosto se bhi share kar sakte hai uska ham koi charge nahi lege aapse 

15/10/16

Whatsapp American number se kese calayeAaj Hum Whatsapp AccountUSA Country Ke Number Se Kaise Banaye iske Baare me baat karenge. Ab aap apne whatsapp account number ko USA Ke Number Se Change kar sakte hai. aap is trick ko use karke  kisi ko bhi bevkuf bana sakte hai. yeh ek safe treeka hai apne whatsapp no. ko USA ke number se change karne ka aur yeh bilkul free of cost hai iske liye aapko ek paisa bhi deni ki jarurat nahi hai.

Is Trick ke liye aapko ek app download karna hai. jiska name primo app hai yeh app aapko playstore me asani se mil jayega. aapko bas is aap me register karna hai. aur aapko apna USA ka Number mil jayega. magar aapka pehle hi ek  whatsapp account chal raha hoga aur aap United State ke number se bhi whatapp chalana chahte honge toh aap yeh post read kare 1 Phone Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye. jisme maine 1 phone me 2 whatsapp chalane ka treeka bataya hai. toh ab jyada time na lagate huye seedhe trick ki aur badte he
Basic requirment -
Android Phone
Primo App
Whatsapp
 feature -
* Create International Number
* Totally Free Of Cost
* Hide Your Number
Whatsapp Account USA Ke Number Se Kaise Banaye 
1. Sabse pehle playstore se Primo AppDownload karke install kare.
2. Fir aapko is app me sign up karna hai and apne mobile No. ko verify karle.
3.Verify karne ke baad aapke samne app open ho jayega aapko top me left side me menu button par click kare.


* Fir Aapke samne USA mobile Number show hoga aap usko note karle.

4. Ab apna whatsapp open kare aur usme apne USA ka number enter kare.
1. United stets select kare.

2. Primo app me jo number hai usko enter kare.
5. Aapko number ko call ki maddad se verify karna hai kyuke primo app messages allow nahi karta. is liye verification ke liye call me par click kare.    6.   . Fir aapko primo app me ek call aayegi call me aapko verification code bataya jayega code ko note karke apne whatsapp me enter kare.
* Congratulation Ab aapka whatsapp USA ke Number se register ho chuka hai.
Dosto dekha yeh kitna asaan hai toh aap is trick ko abhi try kare aur apne india ke number ko USA me convert kare.


Dosto aapko Whatsapp Account USACountry Ke Number Se Kaise Banaye post kaisi laggi comment me jarur bataye. agar koi problem ho aapko is post se related toh aap hame comment me bata sakte hai. main aapki puri maddad krunga problem