લેબલ Mobile tricks સાથે પોસ્ટ્સ બતાવી રહ્યું છે. બધી પોસ્ટ્સ બતાવો
લેબલ Mobile tricks સાથે પોસ્ટ્સ બતાવી રહ્યું છે. બધી પોસ્ટ્સ બતાવો

24/10/16

Voter id card me apna name kese check kare onlineHello Friends ! Aaj hum janenge ki "How to check online voter ID Card" or "How to check Online Voter ID Card List". Ji haan Kya aap jante hai ki hum Internet ki help se Bharat Nirvachan Aayog ki website par dekh sakte hai ki humara name Voter List me hai ya nhi. Yah bahut hi aasaan tarika hai. Aaj mai aapko 2 tarike bataunga jinki madad se aap sikhenge ki hum online voter list me apna name kaise check kar sakte hai. Iske alawa kisi bhi City ya gaav ke voters ki list hum online dekh sakte hai.Duniya ke kisi bhi kone me baithkar aap voter list me apna name check kar sakte hai. Dosto kai bar kya hota hai ki election ke time elections se pahle humare ghar par humare name ki ek slip aati hai jisme humara name, Voting center etc ke bare me jankari di hui hoti hai, Voting ke time hume us slip ko sath me le jana hota hai. Lekin
Kai bar hume vah slip nahi mil pati hai. To hume ghabarane ki jarurat nhi hai. Aaj jo tarika hum sikhenge usme ye sari jankari hume mil jaegi. Even mai to kehta hu aap ye slip bhi sath me le ja skte hai. Aap internet ki help se apna name voter list me check kar sakte hai aur ise print lekar sath me le ja skte hai. Aur kisi bhi voter ki slip aap online nikal skte hai. Bharat Nirvachan Aayog ye sari jankari hume online provide karta hai.
Mai aapko yaha 2 tarike bataunga jinki help se aap apna online voter ID card internet se download kar sakte hai aur print le kar apne pas rakh sakte hai. To chaliye jante hai kaise online internet ki madad se hum voter ID list me apna name chaeck kar sakte hai.
Method-1 :
Sabse pahle to aap ECI Website par click karein. Ab aapko yaha bharat se sabhi States ke name dikhai denge. Aap jis state se belong karte hai ya fir aapka name jis state ki voter List me juda ho us state par click karein. Jaise hi aap State par click karenge aapke samne ek aur new page open hoga. Yaha par aapko dropdown list / combo box me Apne District ka name select karna hoga. Jaise hi aap District ka name select karenge vaise hi aapko us district ki sari tehsil ke names dikhai denge. 
Ab aap yaha par apni tehsil ka name select karein. Jaise hi aap  apni tehsil ka name select karenge vaise hi page fir se load hoga aur us tehsile ke sare villages ke name aapko dikhai dene lagenge. Ab jo bhi village ya town ya city ki voter list aapko dekhna hai aap us city ya village ke name par click kare. Jaise hi aap us city ya town ke name par click karenge vaise hi aapko us village / town/ city ki puri ki puri voter list center wise open ho jaegi. Aur aap apna name isme check kar sakte hai.
To dosto Yadi aapko yah process pahle se pata thi to achhi bat hai lekin yadi nahi pata thi to aap ek bar ise jarur try kariyega. Aur apne friends ke sath ise share jarur kijiyega. Ab hum dusra tarika janenge jo ki or bhi easy hai.
Method - 2
Sabse pahle aapElectrolSearch par click karein. Is par click karne ke bad aapke samne ek page open hoga. Ab yaha par fir se 2 tarike hai jinke dwara aap apna voter ID Card dekh sakte hai. yaha par aapko 2 tabs dikhai denge ek to "विवरण द्वारा खोज/Search by Details" aur dusra "पहचान-पत्र क्र. द्वारा खोज/Search by EPIC No.". 

electoralsearchMeans yadi aapke paas apna EPIC No. hai (Jo ki har voter ID Card ke upar likha hota hai) to aap sirf apna EPIC no. dalkar bhi apna Voter ID card nikal sakte hai. Yadi aapko apna EPIC No. yad hai to aapko sirf apna EPIC no. aur State ka name likhna hoga aur aapka Voter ID card aapke samne open ho jaega.

electoralsearch Lekin yadi aapko apna EPIC No. yad nhi hai to bhi aap apni sari detail dalkar bhi apna Voter ID card dekh sakte hai.
Isme bas fark itna hi hai ki yadi aapko apna EPIC No. yad hai to aap aur bhi easy tarike se apna Voter ID card dekh v search kar sakte hai. To finally humne apna Voter ID card search kar hi liya. Aap bhi kam se kam ek bar  in methods ke through apna name voter list me jarur check kare.
To Dosto ! Finally humne sikha ki kaise hum apna name online voter list me check kar sakte hai aur sath hi voter Slip download bhi kar sakte hai. Aap ise jarur try kare aur yadi fir bhi koi problem ho to jarur apna Question niche comment box me type kare. Mai jarur aapki help karunga. Yadi yah post achhi lagi ho to please apne facebook par share jarur kare. Mujhe bahut achha lagega. Thank You in advance. Mai aapse bahut hi jaldi milunga meri next post me. Tab tak padhte rahiye

Free sms kese kare kisi bhi number par international number par


Dosto aaj hum is post me sikhenge ki hum Internet ki help se National & International  mobile number par Free Text Message ya SMS kaise kar sakte hai. Free sms to mobile Tricksikhne ke liye aaj maine yah post upoad ki hai. Apne Mobile se to humne kai sare  SMS kiye hai Lekin SMS tarriff par telecom companies ki manchahi vasuli ke karan aajkal hum sabhi ne mobile messaging karna to lagbhag band hi kar diya hai. 

Iski jagah Whats App ne leli hai. Aaj har koi har kisi se puchhta haiBhai sab aapka Whats App Number kya hai ? Iski sabse badi vajah Telecom compniyo ki apni manmaani hai. Ye Comapniya day-to-day apne tarrif plans mehange karti hi ja rhi hai. To aaj hum aisi Trick ke bare me sikhenge jisse ki hum apne friend ya relative ko ya fir kisi ko bhi, jiska Mobile number humare pas hai use free me SMS kar sakte hai. Iske liye hume koi charge bhi nhi dena hoga.

Free sms sites
Mai aapko kuchh companies ki list de rha hu jo ki Free SMS service provide karti hai. In Websites par jakar aap Registration karke apna account create kar sakte hai aur Phonebook bhi create kr sakte hai. Iske bad aap jise chahe use individually ya fir Group SMS kar sakte hai. List Of Website

Upar di gai websites par jakar aap apni detail Register karke Apna account create kar sakte hai. Ab mai aapko ek aisi website ke bare me bataane ja rha hu jis par ki aap bina register kiye International SMS send kar sakte hai vo bhi kisi bhi Mobile par.

Ji ha ab send kijiye International SMS vo bhi kisi bhi number par aur sabse badi bat yah ki hume iske liye Registration nahi karna padta hai. Internation Mobile number par SMS send karne ke liye yaha click kare.
Is Website par jakar aap us country ka name select kare jis country me aapko Free SMS send karna hai. Iske bad Mobile number dalkar aap us number par SMS send kar sakte hai.

To dosto aaj humnse sikha ki hum kaise  National and Internation SMS kisi bhi mobile par free me send kar sakte hai. Post yadi achhi lagi ho to please please comment karna mat bhuliyega

22/10/16

Games ya apps ko hack kese kare

Hello DOSTO AJJ KI POST MEIN Main apko btunga ki kisi v game or app ko kese hack kar sakte hain Android app ki madad se.
GAMES MEIN JESE HOTA HAI PREMIUM LEVEL YA KOI COIN VGERA HME UNLOCK KARNLE HOTE HAI AAP UNE BINA PHONE ROOT KIYE AASAANI SE UNLOCK KAR SAKTE HAI
.
sabse pehle aap google mein ye app sarch kar download kro -Luckey patcher
www.trickstohindi.tk

.
AB ISSE OPEN KRO JISS KO AAP HACK KARNA CHAHTE HO USS PAR CLICK KRO
www.trickstohindi

.
Ab aap 'OPEN MENU OF PATCHER' PAR CLICK KRO JISE MENE BLUE COLOR KA DIKHAYA HAI.
www.trickstohindi
AB ISSE CLICK KRO TO ESSA AYEGA
AB CRETE MODOFIED PAR CLICK KRO .
TO AB YE OPTION AYENGI
www.trickstohindi

Ab Apk rebult for lapp and lvl emulation par click kro

ab rebuild the app par click kro jisme uper copy to clipboard aw gya hai likha hua uske niche ha

ok ab go to file par click kro 

FIR USKE BAAD UNISTALL AND INSTALL PAR CLICK KRO 
 UNISTALL KAR KE INSTALL MAANE GAUNISTALL AND INSTALL KAR DO AB APKE GAME KE JO GOOGLE ADS HAIN WO HTA SAKTE HAIM

AB HACK KA KAAM COMPLETE HO GYA MAIN AGLI POST MEIN V IASI TRA KI JANKARI LEKAR AUNGA 
AGAR POST ACHI LGE TO SHARE JRUR KARNA
.

Photos ka background kese badle Android phone se

Hi friends aaj me aapko aisi application ke baare me batane ja raha hu jisse aap apne simple image ko beautiful bana sakte he jeise ki aap apne image ke background change kar sakte he,
image me text daal sakte he etc. Vo bhi free me is application se image bana kar aap apni Facebook aur Whatsapp image par laga sakte he aur apne friends ko impress kar sakte he aap is application se bahot kuch kar sakte he me is article me aapko is application ke baare me pura to nahi bata sakta kyoki iske baare me jitna bataya jaye utna kam he is liye me aapko sirf apne image ke background keise change vi batauga. To chaliye jyada baat na lambate huye me aapko ye trick samjata hu.
Kya kya kar sakta he ye app aur iska kya name he.
Is app ka name "PicsArt" he aur is app se aap
*Background change kar sakte he
*kisi bhi image me Stylish words daal sakte ke
*image crop kar sakte he
*image me dusri image add kar sakte he
*image create kar sakte he
*Do image mix kar sakte he
     Aur bhi bahot kuch
Keise simple image ka background change kare
www.trickstohindi.tk

Step-1) "PicsArt" app
playstor se download kare
Step-2) is app ko open kare

www.trickstohindi.tk

Step-3) aap screenshot me dekh sakte he ki kaha click karni he aapko


Step-4) ab aap edit pe click kare

1.ab aapko gallery mese image select karni he to gallery me click kare
2.agar aapko photo khis kar edit karni he to capture pe click kare
www.trickstohindi.tk

Step-5) aapne select ki huyi image ab khul gayi hogi ab aap Tools pe click kare
www.trickstohindi.tk

Step-6) ab aap screenshot me dekh sakte he ki aapko ab free crop me click karna he
Step-7) ab aap
7. Isse aap apni image ko cancel kar sakte he.

8. Me click karke image ko Red color ka kare(isse image red nahi hogi lekin isse hume pata salta he ki hume kitna cut karna he)
Note- yaad rakhhe ki aapko jo bhi image se nikal dena he use Red na kare aur jise aapko dusre image me set karna he use hi Rad kar.
9. Image Red (kitna crop larna he vo select ) karne ke baad 10 par click kare.


Step-8)10. ab aap screenshot me dekh rahe he vaise hi usper click karke image ko save karle
Step-9) ab aap is app ko band karke firse sharu kare aur aapko jo background rakhna he use select kare (pehle jeise aapne  image ko select kiya tha vaise hi)

Step-10)11. ab aap niche diye gaye menu par add image par click kare jeise screenshot me dikh raha he vaise

Step-11)12. ab aap vaha click karte hi dekhege ki aapne jo image ko crop kiya tha vo image vaha he ab aap uspar click kare
Step-12) ab aap jeise image ko set karna sahte he vaise set karle aur


13. Par click kare

14. Par click karne se aapne banayi huyi image Save ho jayegi.
To Dosto aapko ye trick Keisi lagi agar aapko pasand aayi ho to hume Comment me bataye aur hume aapke support ki jarurat he to aap hume support kare aap mujse whatsapp pe bhi help kar sakte he ya baat kar sakte he mera whatsapp no. 9586167983
Aur ise jarur share kare agar aap hume support karte rahege to aap aisi bahot si trick jansakege. Aur aapko koy bhi step me samaj na aaye to please Comment kare aur Whatsapp pe koi bhi post ke baare me na puse whatsapp me sirf hume support karne ke liye aur humari help ke liye hi massage kare.
Thanks.

21/10/16

Picsart me staylis fonts kese add kare

Hello friends me vipul Lambariya, aap sabka swagat (welcome) he hamari site tricks to hindi me friends mene aapko pehle bhi ek trick batayi thi ke kaise Android mobile me kisi bhi image ka background change kaise kare
agar aapne nahi read kiya is post ko to abhi yaha click kare aur janeandroid phone se photos ka background kese chang kare
             Maine is post me aapko bataya tha ki PicsArt app ki madad se ham kya kya kar sakte he to aaj me batauga ki kaise ham stylish text likh sakte he PicsArt ki madad se PicsArt me aap bahot kuch kar sakte he lekin abhi me aapko stylish text kaise likhte he uske bare me batauga PicsArt me aapne dekha hoga ki aap kuch hi styles se text likh sakte ho lekin aaj me aapko batauga ki kaise ham PicsArt me my font add kar sakte he ye app bahot hi kaam ka app he is app ki madad se aap bahot hi achhi images edit kar sakte he
   
          bina pc ke ya laptop ke agar aap is aap ke baare me jyada jaan lege to aapko pc me milne wali sabhi editing sije mil jayegi agar aap apni image edit karke us image me aap kuch likhna chahte he to aap is aap ki madad se likh sakte he is app me moujud sabhi font asche he lekin aap agar kuch special ya sabse alag font use karna chahte he to aapko hamari trick jarur kaam aayegi
          to friends jyada baat na lambate me aapko batata hu ki kaise PicsArt me my font add kare agar friends aapko hamare post me kuch samaj na aaye to niche Comment karke hame puch sakte he ya aapko koi shikayt he to bhi aap kar sakte he to friends aap muje follow kare me aapko step by step batata hu

www.trickstohindi.tk


Kaise PicsArt me my font add kare
Step-1) sabse pehle friends aap apne mobile me PicsArt app download kare
Step-2) ab aap apne mobile me www.dafont.com is site pe jao aur aapko yaha pe jo bhi font pasand aaye un sabko download karo
www.trickstohindi.tk

Step-3) aapne download kiye font ko ek ek karke open karo aur vaha pe aapko sabhi files me ek ek .TTF file dikhegi us .ttf file ko copy kare uper screenshot me aap dekh sakte he
Step-4) ab copy ki huyi file ko picsart -> fonts file ke andar past karna he

Step-5) ab PicsArt app khole aur usme screenshot me dikhayi gayi jagah par click kare


Step-6) ab aapko jis image me likhna (type) he us image ko select kare

Step-7) ab niche diye gaye manu me text pe click kare
Step-8) ab aap jo type karna chahte he vo type karde
Step-9) ab screenshot me dikh raha he vaha click kare

Step-10) ab my fonts pe click kare
Step-11) ab aapne jo bhi text download karke PicsArt -> fonts me past kiye the vo sabhi yaha pe hoge ab aap koi bhi font select karke apna stylish name likh sakte ho
Step-12) ab sab ho jane k baad aap done (√) ki nishani pe click kare

Step-13) ab screenshot me dikh raha he vaha pe click kijiye
www.trickstohindi.tk

Step-14) ab aap apni image ko save kijiye aap screenshot me dekh sakte he ki kaise hamne gallery pe click karke image ko save kiya he
Ab aap apne mobile ki photo gallery me dekhege to aapko vaha aapki save ki gayi image dikhegi
To friends aapko kaisi lagi hamari ye trick hame Comment karke jarur bataye agar hamse koi likhne me ya koi aur galti ho gayi he to hame Comment karke jarur bataye taki ham aage se dhyan rakhe agar aapko hamari post achhi lagi heto hamara Facebook page like jarur kare
 
         aur ha friends aapko koi bui step samaj na aayaho to hame Comment karke aap puch sakte he ham aapki jarur help karege agar aapko hamari post achhi lage to Facebook aur whatsapp pe hamari link jarur share kare taki aapke friends ki bhi help hogi aur hamari bhi help hogi.

12/10/16

Android mobile ki ram kese bhadhayeRAM Jisko Ham Phone Ki Internal Memory Bhi Bol Sakte Hai . Phele ke Jo Android Version 3.0 ,4.4 KitKat Unme Jayada Ram Nahi Aati Thi . Jinme Sirf 500 MB Ke Aaspaas internal Memory Hi Aati Thi Jiski Wajha Se Mobile Sahi Se Work Nahi Karta Aor Hang Bhi Ho Jata Hain . Issi Problem Ke Liye Aapko Ham Batayenge Ki Mobile Ki Ram Kaise Badhaye .
Android Phone ki Internal Memory Kaise Badhaye Aor Mobile Ki Ram Badhane Ka Koi Simple Tarika Nahi Hai Lekin Kuch Method Use Karke Ham Apne Smartphone Ki Ram Badhane Ke Sath


– Sath Processing Speed Fast Kar Sakte Hain . Uske Baad Aapka Phone Sahi Se Work Bhi Karne Lagega.
Aajkl Mobile Hang Hone Ki Problem Bhut Jayada Hoti Jiska Karan Ye Hai Ki Ham Apne Phone Me Memory Limit Se Jayada Apps Use Kar Lete Hain . Jiski Wajha Se Device Slow Ho Jata H . Lekin Aap Agar Kuch Baato Ka Dhyan Rakhenge Toh Hanging Ki Problem Se Bacha Ja Sakta H . Aage Ham Aapko Batayenge Ki Kaise Apne Mobile Ki Ram/Internal Memory Badhaye .

Ham Yaha Aapko RM Badhane Ke 2 Simple Tarike Batayenge Jo Ki 100% Working Honge . Jinko Use Karne Par Aapko Phone Fast Ho Jayga Aor Aap Jayda MB Ke Application Aor Game Bhi Khel Payenge . Toh Chaliye Jante Hai Phone Ki Internal Memory Badhane Ka Sabse Aashan Tarika .
Android Mobile Ki Ram Kaise Badhaye [ 100% Working Tarike ]

1. Sabse Phele Apne Phone Ki Setting Me Jaye
Go To Main Setting>>Apps>>Select Any App>>
Ab Jitne Bhi Apps Install Hain Unko SD Card Me Move Kar Dijiye .

>>Ram Badhane Ka Dusra Tarika<<
Ye Ek Duara Method H Jike Liye Aapko 4-8 Gb Ka Khali ( Empty) Memory Card Aor Mobile Ka Root Hona Jaruri He
Step By Step Full Guide In Hindi
.1 Sabse Phele Mobile Ko Root Kariye .
2. Ab Play Store Se ” ROEHSOFT RAM EXPANDER ” Application Download Karke Install Kare .
3. Ek Baar Phone Off Karke Memory Card Laga Ke On Kariye .
3. Ab ROEHSOFT RAM EXPANDER App Ko Open Kariye.
4. Ab Ek New Page Aayga Jisa Maine Niche Images Me Bataya H.
Isme First Line Swpfile Ki Hain Jiska Matlab H Ki Aap Kitni Ram Badhana Chahte Ho . Apne Hisab Se Set Kar Sakte Ho
 .
5. Ab Dusre Point Ko Samajiye

Ab ” Swappiness ” Ko 100 Kar Dijiye
6. Ye Aapka Last Proccess H
Isme Aapko ” Active
 ” Pe Click Karna Hain .
Ab Processing Start Ho Jaygi Jab 100% Complete Ho Jaye Uske Baad Ek Bar Phoone Ko Restart Karke On Kare . Ab Aapki Internal Memory Badh Chuki Hai Aor Fast bhi ho chuka hain .
Finally Friends , Android Phone Ki internal Memory Kaise Badhaye Aor Iska Simple Tarika Aapko Pasand Aaya Hoga . Ab Aap Hame Comments Karke Bataye Aapko Ye Tricks Kaii Lagi . Agar Kuch Problem Aaye Toh Hame Comment Karke Bataye . Aapki Help Karne Me Hame Khusi Hogi .

10/10/16

Free call kese kare kisi bhi number pe

Hi dosto my neme is vipul lambariya Mobile  Phone jo banaya gaya tha ki ham uski madad se kahi se bhi kisi ko bhi  call  karke baat kar sake, Ham kisi ko Call karte hai to uske pese  lagte hai ye to aapko pata hi hoga.

Kitni bar aesa ho jata hai ki hamare pass Balance nahi hota Mobile me or hame kisi se baat karni ho jaruri, To Ham Free me bhi Call kar sakte hai..
Mobile me Call karne me jo paise lagte hai agar ham wo mobile se hi kamaye to hame alag se Mobile ke liye paise kharch karne ki jarurat nahi padegi.. Mobile Balance kamane ke liye hame apps install karna padta hai 
Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par
Mobile se Free Call karne ke liye bhut se Apps or  website  hai par hame unke liye acha internat  connection chaiye. Chaliye Dekhte hai kin kin App se Free Call kar sakte hai.
1: Facebook Messenger
Facebook Kya hai wo to pata hi hoga, or Facebook par Mobile me chat karne ke liye Facebook Messenger App hota hai jisse ham Chat karne ke sath sath Call bhi kar sakte hai hamare Facebook Friends ko. Call ki agar achi quality chaiye to hamara Internet Connection or hamare Friend ka Internet connection acha hona chaiye.
2: WhatsApp Messenger
Whatsapp massenger  SmartPhone me sabse popular App hai chat karne ke liye, or abhi kuch samay phele hi Whatsapp se Free Call ka future bhi usme add kiya hai jiski madad se ham hamare Whatsapp wale number par call kar sakte hai. Agar Call ki quality achi chaiye to dono side ka Internet connection ache hona chaiye.
3: Nanu
Nanu App Whatsapp or Facebook Messenger se thoda hatke hai q ki isme hame kisi bhi number par call kar sakte hai. Hame Kuch Credit milta hai other number par call karne ke liye to agar kisi ke pass internet nahi hai to bhi ham call kar sakte hai. Namu 2g par bhi achi se work karta hai.
Ye Bhi Pade:
Ye sirf 3 App Bataye hai par inke aalawa or bhi bhut se Apps hai jinse ham Free me Calling kar sakte hai.
Free Calling Apps ki List
Takatone
Google Hangouts
Kakao
Talk
Nimbuzz
LINE
Wechat
Wephone
Wetalkpro
IMO video call
viber
Yahoo Messenger
Wicall
Voxox
Tango
Hangouts
Skype
To Dosto aapko ye Jankari kesi lagi wo aap comment me bata sakte hai. or agar aapka koi sabal hai to aap comment me puchna naa bhule.